Poems
Banjaara – Ghar se dur rehne wale har sakhs ki kahani
Banjarey wali jindagi aur akele rhne ki majburi, Ye ghr se dur rhne wale har us sakhs ki kahani krti h puri, Naye seher aur naye log, Kch aapki madad krenge aur kch krenge aapka upyog, Roj marra ki jindagi me kch aapko achhe raah dikhaenge, Aur kch unke seher me jaane k baad aapki vaasha ka mjk udaenge, Akele rehna hmari nhi h majburi, Apne pairo pe khade hone k lye ghr se banani prti h duri, Vawisya ko thk krne k lye vartmaan se muh morna parta h, Jindagi bhr k saare aaish-o aaram ghr me hi chorna parta h, Tyoharo me to ghr ka yaad aur satata h, Jb maa k haatho ka wo khana bahut yaad aata h, Lekin hm bs mn maar k reh leta h, Wo saari kathinayian jm khud seh leta h, Banjara banne ka shauk tha to ab saari ladai khud hi ladni paregi, Jindagi ki is ladai ko jisne jeet liya usko achha vawisya khud hi swagat kregi, Is banjare wali jindagi me kv kv aapko rona v parega, Kyuki jindagi me kch achha paane k lye kch khona v parega......